I m going to write on all the bricks I MISS U and i wish that one falls on ur head,so that u knows how it hurts when u miss someone special like u.
Har aahat ehsas hamara Dilaegi,
har hawa qissa hamara sunaegi,
Hum itni yaade bhar denge aap k Dil me,
na chahte hue bhi aap ko yaad hamari aaegi.
I miss u, do u?
Jane kis baat ki mujhko saza deta hai,meri hasti hui ankhon ko rula deta hai.Ek muddat se khabar bhi nahi teri,koi is tarah bhi kya apne Pyar ko bhula deta hai.
Har subah
teri muskurati rahay
har shaam
teri gungunati rahay
tu jise bhi mile
is tarahe se milay
ke har milne wale ko
teri yaad aati rahay!
Pal pal ne kaha 1 pal se…
Pal bhar ke liye tum mere sath raho……
Pal bhar ka sath kuch aisa ho, k har pal tum hi tum yaad Raho.
Zindagi me chaar cheezien kabhi bhi aa sakti hain-
‘Neend’;
‘Paisa’;
‘maut’;
aur…
aur…
aur…
aur…
‘MERI PYARI SI YAAD’ kyon…Aayi na.
bottle main Pepsi say zyaada….
used Socks main smell say bhi zyaadaa….
Adnan Sami main charbi say zyaada…
Mithai main sweet say zyaada…
Pakistan main coruption say zzyaada… I MISS U
Bun k ahsas meri dharkan k paas rehtay ho,
Tasveer ban k meri aankhon k paas rehtay ho,
Aaj poochtay hain aik sawal tumsay,
kiya door reh ker tum bhi udaas rehtay ho?
Ulfat mainA kha’ay zakham jab say,
Chaine se nahi reh paata hoon main,
Aaj bhi apne me bahut,
Teri kami paata hoon main.
Door waadiyoN mein dhundley badal
chupkar parbat se milne ka intzaar karte hain,
Dil mein tamaam hasarteiN liye hum aapka intzaar karte hain
